Agar Aap Apni Family, Friends Ya Fir Akele Bhi Kahi Ghoomne Jaane Ki Planning Kar Rahe Hai.To Dilo Dimaagh Me Ghoomne Jaane Ke Liye India Ki Bahut Si Beautiful Places Ka.
Khayaal Aata Hi Hai, Aise Me Agar Aap Bagair Confused Huwe Koi Beautiful Destination Decide Karna Chahte Hai.To Apne Back Packed Kare Or Nikal Pade Varkala Ki Yatra Par.
Ye Ek Bahut Beautiful Town Hai South India Ka Or Varkala Famous Hai 2,000 Saal Puraane Janardana Swami Temple Ke Liye.Yaha Aapko Beaches Or Waterfalls Ke Saath Hi.
Temples, Backwaters, Lakes, Ayurvedic Spas, Lighthouses, Yoga Places, Forts, Cliffs Waghera Dekhne Ko Milenge.Ye Town South India Hi Nahi Balki Poore Kerala Ki Major.
Tourist Places Me Se Ek Hai, To Agar Aap Bhi Is Beautiful Destination Jaane Ki Planning Kar Rahe Hai.To Ye Blog Aapke Kaam Ka Ho Sakta Hai Kyunki Is Blog Me.
Aapko Is Beautiful Town Ke Baare Me Detail Me Bataaya Jaayega.
In This Blog
- Varkala In Which District?, Location & Geography.
- About This In Detail.
- Culture.
- How To Go To Varkala?
- 30 Nearest Places To Visit In Varkala.
- What Is The Best Time To Visit Varkala?
- Varkala Stay.
Varkala In Which District?, Location & Geography
Varkala Kerala State Me South India Me Thiruvananthapuram District Me Ek Municipality Or Town Hai.Ye Town Varkala Taluk Ka Headquarter Hai Iske Saath Saath Hi.
Ye Total 14.87 Km² Ke Area Me 58 Meter Tak Ki Height Par Hai.Varkala to Trivandrum Ka Safar 41 Km Hai, Iske Alaawa Ye City Kollam Se 27.5 Km Or Kochi Se 168.7 Km Ke Alaawa.
Wayanad Se 421.3 Km, Tirunelveli Se 167.8 Km, Madurai Se 258 Km, Thrissur Se 246.8 Km, Dindigul Se 305.7 Km, Bangalore Se 678.3 Km Or Pondicherry Se 590.6 Km Saath Saath Hi.
Ooty Se 435 Km, Munnar Se 248.4 Km, Kodaikanal Se 322.8 Km Or Alappuzha Se 116 Km Ki Doori Par Hai.
About This In Detail
Varkala Ko The "Pearl Of The Arabian Sea" Matlab ( अरब सागर का मोती ) Kaha Jaata Hai.Ye Town 1,980 Me Established Kerala Ki Sabse Puraani Municipalities Me Se Ek Hai.
Ye Beautiful Destination Kerala Ki Capital Or Trivandrum City Ke Northern Suburb ( उपनगर ) Ke Baad District Ki Dusri Sabse Badi Coastel City Hai Or Ye Town Kerala Ka Ekamaatr.
Town Hai Jaha Cliffs ( चट्टानें ) Arabian Sea Ke Paas Hai.Geological Survey Of India Dwara Varkala Cliff Ko Unki Suraksha, Maintenance Or Promotion Ke Saath Hi.( Munnar Travel Guide Hindi )
Unke Enhancement Of Geotourism Matlab (à¤ू-गर्à¤à¤µाद को बढ़ाने) Ke Liye Inko National Geological Monument Declared Kiya Gaya Hai.Is Beautiful Destination Ko 2,000 Saal Puraane.
Janardana Swami Temple Ke Liye Bhi Jaana Jaata Hai.Jo Bharat Me Ek Important Vaishnavaite Shrine Hai Or Ise Dakshin Kashi Ke Roop Me Bhi Jaana Jaata Hai.
Ye Temple Papanasam Beach Ke Paas Hai Jo Ek Ayurveda Treatment Centre Hai.Ye Town Neighbouring Places Jese Ki Attingal, Kadakkavur Or Chirayinkeezhu Ke Alaawa.
Kallambalam, Paravur Or Kilimanoor Ke Liye Ek Important Hub Hai.2,015 Me Ministry Of Mines, Government Of India Or Geological Survey Of India (GSI) Ne Varkala Cliffs Ko.
Geo-Heritage Site Declared Kiya Tha, Geological Survey Of India Is Town Ko Varkala Formation Kehte Hai.( Kodaikanal Travel Guide In Hindi )
Culture
Is City Me Bahut Se Festivals Bahut Dhoom Dhaam Or Khushi Ke Saath Manaaye Jaate Hai.Jese Ki Swathi Sangeethotsavam Or Neelakanta Sivan Music Fest Ke Alaawa.
Soorya Music Fest Waghera, Iske Alaawa Or Bhi Bahut Se Festivals Hai.Jinhe Yaha Alag Alag Cultural Groups Dwara Aayojit Kiye Jaate Hai, Surya Festival Kerala Ka Sabse Bada.
Art Or Cultural Event Hai, Surya Festival Me Film Festivals, Theatre Festivals, Dance, Music, Painting Or Photography Exhibitions Waghera Shaamil Hai, Onam Or Vishu Ke Alaawa.
Navarathri Jese Major Festivals Ke Saath Hi Christian Or Islamic Festivals Jese Christmas, Eid ul-Fitr Or Milad-e-sheriff Jese Festivals Bhi Yaha Manaaye Jaate Hai, Iske Alaawa.
Yaha Attukal Pongala, Beemapally Uroos, Vettukaad Church Festival, Padmanabhaswamy Temple Aaraattu Or Karkidaka Vavu Bali Ke Saath Saath Hi.( Kozhikode Travel Blog Hindi )
Janardhana Swami Temple Festival, Thrikarthika, Easter, Saraswathy Pooja, Ekadasi Festival, Annual Utsavam Or Lakshadeepam Jese Festivals Bhi Yaha Ke.
Locals Log Dwaaara Manaaye Jate Hai, Onam Festival Ke Dauraan State Government Is City Me Ek Week Ke Liye Bahut Se Cultural Programmes Aayojit Karti Hai.
Yaha Ki Official Language Malayalam Hai Par Iske Alaawa Yaha Ke Log English Or Hindi Waghera Bhi Samajh Lete Hai.
How To Go To Varkala?
By Air
Agar Aap Yaha Flight Se Jaana Chahte Hai To Varkala Nearest Airport Hai Trivandrum International Airport.Jo Is Beautiful Town Se 41 Km Ki Doori Par Hai Uske Baad.
Aap Is Town Tak Taxi, Cab Ya Bus Se Pahunch Sakte Hai.( Scotland Of India Coorg Travel Guide Hindi )
By Train
Agar Aap Yaha Train Se Jaana Chahte Hai To Nearest Railway Station Hai Sivagiri Railway Station.Jo Is Beautiful Destination Se 1.6 Km Ki Doori Par Hai Uske Baad.
Aap Is City Tak Taxi, Cab, Auto Rickshaw Ya Fir Pedal Bhi Pahunch Sakte Hai.
By Bus
Agar Aap Yaha Bus Se Jaana Chahte Hai To Aap Thiruvananthapuram To Varkala Tak Bus Se Pahunch Sakte Hai.Is Route Par KSRTC Ki Regular Bus Services Available Hai.
Ya Fir Aap Kochi To Varkala Bhi Bus Se Pahunch Sakte Hai.Is Route Par Bhi KSRTC Ki Regular Bus Services Available Hai, Agar Aap Kisi Dusri Jagah Se Is Beautiful Town Aa Rahe Hai.
To Aapko Pehle Trivandrum Ya Kochi City Tak Bus Se Pahunchna Hoga.Uske Baad Aap In Cities Se Varkala Tak Bus Se Pahunch Sakte Hai.
30 Nearest Places To Visit In Varkala
01. St. Sebastian's Latin Catholic Pilgrim Church.
02. Kodimoottil Sri Bhadrakaali Temple.
03. Happy Land Water Theme Park.
04. Wonderland Amusement Park.
05. Janardhana Swamy Temple.
06. Anchuthengu Lighthouse.
07. Sree Saraswathy Temple.
08. Ponnumthuruthu Island.
09. Kaduvayil Juma Masjid.
10. Kaveri Elephant Park.
11. Thiruvambadi Beach.
12. Sarkara Devi Temple.
13. Anjengo Light House.
14. Varkala Aquarium.
15. Varkala Sivagiri.
16. Chilakoor Beach.
17. Napier Museum.
18. Varkala Tunnel.
19. Vishnu Temple.
20. Varkala Beach.
21. Odayam Beach.
22. Kappil Beach.
23. Anjengo Fort.
24. Trivandrum.
25. Edava Beach.
26. Varkala Cliff.
27. Kappil Lake.
28. Kovalam.
29. Kollam.
30. Poovar.
What Is The Best Time To Visit Varkala?
Summer
April To June Tak Yaha Summer Season Hota Hai.Summer Me Varkala Weather Bahut Garam Hota Hai.Isliye Summer Yaha Jaane Ke Liye Best Time Bilkul Bhi Nahi Hai, Is Time.
Yaha Ka Temperature 40° Degree Celsius Tak Pahunch Jaata Hai.Summer Yaha Ke Sightseeings Waghera Tak Ke Liye Bhi Accha Time Nahi Hai, Is Time Yaha Bahut Kam Hi.
Tourists Jaate Hai, Agar Aapko Garmi Se Zyaada Pareshaani Nahi Hoti Hai To Is Time Aap Yaha Jaa Sakte Hai.( Coimbatore Travel Guide Hindi )
Monsoon
July To September Tak Yaha Monsoon Season Hota Hai.Monsoon Me Varkala Temperature Summer Ki Tulna Me Theek Hota Hai Par Is Time Bhi Yaha Garmi Hi Hoti Hai.
Is Time Yaha Rainfall Hoti Hai, Isliye Is Time Bhi Yaha Zyaada Tourists Nahi Jaate Hai.Jis Wajah Se Is Time Yaha Off Season Hota Hai Or Is Time Yaha Off Season Hone Ki Wajah Se.
Hotels Waghera Bhi Discount Par Mil Jaate Hai.Agar Aap Ek Nature Lover Hai To Is Time Yaha Aap Jaa Sakte Hai.
Kyunki Is Time Yaha Rainfall Ki Wajah Se Greenery Waghera Bahut Hoti Hai.
Winter
October To March Tak Yaha Winter Season Hota Hai.Winter Varkala Best Time To Visit Hai Kyunki Is Time Yaha Ka Weather Ek Dum Pleasant Hota Hai, Winter Me Yaha Ka.
Temperature 25° Degree Celsius Ke Neeche Tak Pahunch Jaata Hai.Winter Yaha Ke Sightseeings Waghera Ke Liye Bhi Best Time Hai, Is Time Yaha Bahut Zyaada Tourists Jaate Hai.
Jis Wajah Se Agar Is Time Aap Yaha Jaate Hai To Advise Hai Ki Hotels Advance Me Book Karke Jaaye.( Ooty Travel Blog Hindi )
Varkala Stay
Aapko Yaha Rehne Ke Liye Aapke Budget Or Comfort Ke According Cheaps Se Lekar Luxury Tak Acche Varkala Resorts, Hotels, Homestays, BnB, Villas Or Hostels Ke Saath Hi.
Cottages Waghera Mil Jaayenge, Jinhe Aap Ya To Wahi Pahunch Kar Le Sakte Hai.Ya Fir Aap Bahut Se Varkala Hotels Online Bhi Book Kar Sakte Hai Choice Aapki Hai.
Agar Aap Yaha Monsoon Me Jaate Hai To Aapko Yaha Hotels Waghera Bahut Discounts Par Mil Jaayenge.Varkala Taj Hotel Yaha Tata Group Ka Hai, Iske Alaawa Yaha Or Bhi.
Bahut Se Hotels Waghera Hai, Yaha Ke Kuch Budget Or Best Hotels Neeche Bataaye Gaye Hai.Jinke Price Season Ke According Badh Ya Ghat Bhi Sakte Hai.
20 Budget & Varkala Best Hotels
- Mother Palace Varkala Beach Resort.
- Bluewaves Beach Residency.
- Kudajadri Ayurvedic Resort.
- Keratheeram Beach Resort.
- True Blue Retreat Centre.
- Silvar Sand Guest Home.
- Shiva Garden Homestay.
- Anandan Tourist Home.
- Fortingall Sea Resort.
- Dahila Beach Resort.
- The Lost Hostel.
- Happy Buddha.
- Breeze House.
- Thri R Resort.
- Verve Hostel.
- Piggy Hostel.
- Cliff & Coral.
- Lemon Tree.
- Jickys Nest.
- Zostel.
Agar Aapko Aisa Lagta Hai Ki Is Blog Se Aap Ki Kuch Help Huwi Hai.Ya Fir Aapko Ye Blog Pasand Aaya Ho To Hamaari Is Blog Website Ko Subscribe Karna Na Bhoole
Taaki Hamaare Aane Vaale Har Travel Blog Ke Baare Me Bhi Aapko Update Mile.Agar Aap Kisi Jagah Ke Baare Me Jaan Na Chahte Hai To.
Neeche Us Jagah Ka Naam Comment Kare Hum Us Jagah Ke Baare Me Jaldi Se Jaldi Blog Likhne Ki Koshish Karenge.
Comments
Post a Comment
If You Have Any Dought Let Me Know.